Song: LAKSHYA
Artist: Shankar Mahadevan-SEL
email: manas1104@gmail.com
F Bb F F Bb
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
F Bb F F Bb
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai(2)
F Cm Bb F
Tujhe ab ye dikhaana hai
C Dm
Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan
F Bb F
Paayega jo lakshya hai tera
F G Bb F
Lakshya toh....har haal mein paana hai
F C F C
Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh
Dm C Dm C
Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh
Dm C Dm C
Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh
C F C F Bb F C F C F Bb F
Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh (2)
F Bb F
Paayega jo lakshya hai tera
F G Bb F
Lakshya toh....har haal mein paana hai
F C F C
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
Dm C Dm C
Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale
Dm C Dm C
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
C F C F Bb F C F C F Bb F
Tu chal yunhi ab subah-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2
F Bb F
Paayega jo lakshya hai tera
F G Bb F
Lakshya toh....har haal mein paana hai
F Bb F F Bb
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
F Bb F F Bb
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai(2)
F Cm Bb F
Tujhe ab ye dikhaana hai
No comments:
Post a Comment