Wednesday, June 15, 2011

Guitar chords for Tum ho mera pyar - Murder 2

Song : Tum Ho Mera Pyar
Movie : Haunted - 3D
Singers: KK, Suzanne D'Mello
email: manas1104@gmail.com

C#m (bar): x46654
B (bar): 224442
A: 002220
D#m (bar): 557765
C (bar): 335553
A# (bar): 113331

(C#m)Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (B)zindagi
(C#m)Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (B)zindagi
(C#m)Jab se tum ho mile, jaan-o-dil hai khile
Tumse waah basta hai, har (B)khushi

Tum ho mera (C#m)pyar, tumse hai karaar
Tumko hi (B)basaaya maine yaadon (A)mein
Tumse hai (C#m)nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (B)sajaya maine khwaabon (A)mein
Tum ho mera (C#m)pyar, tumse hai karaar
Tumko hi (B)basaaya maine yaadon (A)mein

(C#m)...(B)....(A)...(B)

(C#m)Jab mile nahin thay tum, na thi (B)khushiyan na gham
(C#m)Tum mile to badle zindagi ke (B)yeh mausam
Ho (C#m)sunn raha hai jo dua mera rab (B)hai tujh mein
(C#m)Har jagah tha kuch kam mila mujhe (B)sab tujh mein

Raat (C#m)din dekh(B)na tujhko (A)aadat (B)meri
Yun (C#m)tujhe chaah(B)na hai (A)ibaadat (B)meri

Tum ho mera (C#m)pyar, tumse hai karaar
Tumko hi (B)basaaya maine yaadon (A)mein
Tumse hai (C#m)nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (B)sajaya maine khwaabon (A)mein
Tum ho mera (C#m)pyar, tumse hai karaar
Tumko hi (B)basaaya maine yaadon (A)mein

(C#m)Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (B)zindagi

(C#m)Aankhein sehra meri, tu hai bheega (B)ek baadal
(C#m)Meri khwaishon mein tu, teri liye (B)main paagal
O ho (C#m)tu hai behti nadi, dooba dooba (B)main sahil
(C#m)Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera (B)hai haasil

(C#m)Jab se tu o (B)sanam, meri (A)baahon mein (B)hai
Ek (C#m)ujaala sa (B)dil, ki (A)panaahon mein (B)hai

Tum ho mera (D#m)pyar, tumse hai karaar
Tumko hi (A#)basaaya maine yaadon (C)mein
Tumse hai (D#m)nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (A#)sajaya maine khwaabon (C)mein

No comments: