Sunday, April 12, 2009

Dil Kya Kare-Lyrics

Jadoo sa chane laga
Pagal banane laga
Kuch yaad ane laga
Kuch bhool jane laga

Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare(2)

Deewana pagal sa dil
Aankhon ke kajal sa dil
Lehrate aanchal sa dil
Zulfon ke baadal sa dil
Tarsena ye barsena ye
Ye dil kya kare(2)

Jadoo sa chane laga
Pagal banane laga
Kuch yaad ane laga
Kuch bhool jane laga

Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare(2)

Tumse churalein tumhein
Sabse chupalein tumhein
Jaan se lagalein tumhein
Sapna banalein tumhein
Main betaab hoon
Tu bechain hai
Ye dil kya kare(2)

Jadoo sa chane laga
Pagal banane laga
Kuch yaad ane laga
Kuch bhool jane laga

Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare(2)

No comments: