Sunday, April 12, 2009

Dil kya kare(sad)-Lyrics

Bhoola fasana koi
Guzra zamana koi
Sathi purana koi
Banke bahana koi
Agar dil main yun
sama jaye to
Ye dil kya kare(2)

Jaado sa chaane laga
Pagal banaane laga
Kuch yaad aane laga
Kuch bhool jaane laga
Kyana karein kya karein
Ye dil kya kare(2)

Is paar rehna sake
Us paar jaana sake
Khamosh rehna sake
Jo chaahe kehna sake

Ye pagal sama
ye mausam jawan
Ye dil kya kare(2)

Jaado sa chane laga
Pagal banane laga
Kuch yaad ane laga
Kuch bhool jane laga
Kyana kare kya kare
Ye dil kya kare(4)

2 comments:

Unknown said...

Can I have the translation? thank you.

Manas Mallick said...

Do you want it to get it done in English?